Yun Na Jao

Ehsaas Ki Khushboo · 2015

Lyricist Zameer Kazmi
Music Ali Ghani
yun na jao ki bahot raat abhi baaki hain
yun na jao ki bahot raat abhi baaki hain
mere hisse ki mulaqaat abhi baaki hain
yun na jao ke bahot raat abhi baaki hain
mere hisse ki mulaqaat abhi baaki hain
yun na jao
chaandani raat ka har karz utaara hamne
chaandani raat ka har karz utaara hamne
chaandani raat ka har karz utaara hamne
pyase armaano ki baraat abhi baaki hain
yun na jao ki bahot raat abhi baaki hai
yun na jao
uske hontho ke gulaabaaz bhi taza hain zameer
uske hontho ke gulaabaaz bhi taza hain zameer
uske hontho ke gulaabaaz bhi taza hain zameer
ek mehekti huyi saugaat abhi baaki hain
yun na jao ki bahot raat abhi baaki hain
mere hisse ki mulaqaat abhi baaki hain
yun na jao, yun na jao, yun na jao

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.