Ye Toh Mumkin Hi Nahi Hai

Puja Aur Payal · 1980

Singer Mohammed Rafi
Lyricist Naqsh Lyallpuri
Music Kamal Kant
Listen on YouTube
ye to mumkin hi nahi hai
ke bahak jaau main
sakiya itni peelade ke mahak jaau main
sakiya itni peelade ke mahak jaau main
ye to mumkin hi nahi hai
ke bahak jaau main
sakiya itni peelade ke mahak jaau main
sakiya itni peelade ke mahak jaau main
ye amanat hai teri tu jo kahe dil apna
ye amanat hai teri tu jo kahe dil apna
aaj kadmo pe tere jhumke rakh jaau main
sakiya itni peelade ke mahak jaau main
ye to mumkin hi nahi hai
ke bahak jaau main
sakiya itni peelade ke mahak jaau main
aaj ki raat meri ja ye tamanna hai meri
aaj ki raat meri ja ye tamanna hai meri
banke masti teri aankho se chhalak jaau main
sakiya itni peelade ke mahak jaau main
sakiya itni peelade ke mahak jaau main
ye to mumkin hi nahi hai
ke bahak jaau main
sakiya itni peelade ke mahak jaau main
sakiya itni peelade ke mahak jaau main
ke mahak main ke mahak
ke mahak jaau main
ke mahak jaau main

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.