Ye Mastani Dagar Matwali Wadiya

Hifazat · 1975

Singer Asha Bhosle
Music R D Burman
Listen on YouTube
ye mastaani dagar matwaali waadiya
baahon ko thaamati rangili daaliya
aisa sama milta hai re kahaan
haay re mujhko ae dil ab to
gum ho jaane de yaha
ha ye mastaani dagar matwaali waadiya
baahon ko thaamati rangili daaliya
aisa sama milta hai re kahaan
haay re mujhko ae dil ab to
gum ho jaane de yaha
sang mere jhule tan mera chume
resham jaisa bhiga bhiga udte baadal ka dhua
sang mere jhule tan mera chume
resham jaisa bhiga bhiga udte baadal ka dhua
ha ye mastaani dagar matwaali waadiya
baahon ko thaamati rangili daaliya
aisa sama milta hai re kahaan
haay re mujhko ae dil ab to
gum ho jaane de yaha
jab hawa laage dil mera jaage
pattiya dole kaliya bole
meri dhadkan ki juba
jab hawa laage dil mera jaage
pattiya dole kaliya bole
meri dhadkan ki juba
ha ye mastaani dagar matwaali waadiya
baahon ko thaamati rangili daaliya
aisa sama milta hai re kahaan
haay re mujhko ae dil ab to
gum ho jaane de yaha

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.