Uljal Baat Hai Duniya Ki

Oops · 2003

Lyricist Ajay Jhingran
Music Ravi Pawar
uljalul uljal..
uljalul baat hai duniya ki
uljalul bandise duniya ki
chakkar mein aana nahi
karna na iska yakin
chakkar mein aana nahi
karna na iska yakin
uljalul baat hai duniya ki
uljalul bandise duniya ki
jo jee mein aaye wo karta jaa tu
sapne mein sapno ko bharta jaa tu
jo jee mein aaye wo karta jaa tu
sapne mein sapno ko bharta jaa tu
ek sapne ki sachai kya
hai mehfil kya tanhai kya
apni khushi khud chuno
bas apne dil ki suno
bas apne dil ki suno
uljalul raste duniya ke
uljalul silsile duniya ke
khushiyo ke pal kal mile na mile
ghul khwaiso ke khile na khile
khushiyo ke pal kal mile na mile
ghul khwaiso ke khile na khile
har pal ka hai kehna yehi
ha main to hu zindagi
apni khushi khud chuno
bas apne dil ki suno
bas apne dil ki suno
uljalul falsape duniya ke
uljalul faisle duniya ke
chakkar mein aana nahi
karna na iska yakin
chakkar mein aana nahi
karna na iska yakin
uljalul baat hai duniya ki
uljalul bandise duniya ki.

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.