Tumhari Kasam (Gopalaa)

Gopalaa · 1994

Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye
Tumhari kasam tum bhut bahot yaad aaye
Ho sitaaron se jab ye zamee zhilmilaye
Tumhari kasam tum bhut bahot yaad aaye
Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye
Tumhari kasam tum bhut bahot yaad aaye

jawaan ho chale hain aa
ye phoolo ke mausam aa
ye baarish ki reem jheem aa
ye jhulo ke mausam aa
jawaan ho chale hain
ye phoolo ke mausam
ye baarish ki reem jheem
ye jhulo ke mausam
Ho jawaan ho chale hain
ye phoolo ke mausam
ye baarish ki reem jheem
ye jhulo ke mausam
koi jab nasheeli dhun ghun ghuanye
Tumhari kasam tum bhut bahot yaad aaye
Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye
Tumhari kasam tum bhut bahot yaad aaye
Ho sitaaron se jab ye zamee zhilmilaye
Tumhari kasam tum bhut bahot yaad aaye

karen chaand chaandani se
jab mulakaate aa haa
karen phool bhawarein se mohabbat ki baatein
laher jab kinaro ki baahoon me aaye
Tumhari kasam tum bhut bahot yaad aaye

Ho sitaaron se jab ye zamee zhilmilaye
Tumhari kasam tum bhut bahot yaad aaye
Jahan dekhun mehaki wahan roke chhaye
Tumhari kasam tum bhut bahot yaad aaye

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.