Thahar Jaao Ke Hairaani To Jaaye

Parchhaiyan Ghulam Ali · 1997

Singer Ghulam Ali
Lyricist Mohsin Naqvi
Listen on YouTube
thahar jaao ke hairaani to jaaye
thahar jaao ke hairaani to jaaye
tumhaari shaql pahachaani to jaaye
thahar jaao ke hairaani to jaaye
thahar jaao ke hairaani to jaaye
shab-e-gam tu hi mehamaan ban ke aa jaa
shab-e-gam tu hi mehamaan ban ke aa jaa
shab-e-gam tu hi mehamaan ban ke aa jaa
hamaare ghar ki wiraani to jaaye
hamaare ghar ki wiraani to jaaye
tumhaari shaql pahachaani to jaaye
thahar jaao ke hairaani to jaaye
zaraa khul kar bhi ro lene do hamako
zaraa khul kar bhi ro lene do hamako
zaraa khul kar bhi ro lene do hamako
ki dil ki aag tak paani to jaaye
ki dil ki aag tak paani to jaaye
tumhaari shaql pahachaani to jaaye
thahar jaao ke hairaani to jaaye
thahar jaao ke hairaani to jaaye
balaa se tod daalo aaino ko
balaa se tod daalo aaino ko
balaa se tod daalo aaino ko
kisi surat ye hairaani to jaaye
kisi surat ye hairaani to jaaye
tumhaari shaql pahachaani to jaaye
thahar jaao ke hairaani to jaaye
thahar jaao ke hairaani to jaaye

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.