Sone Ka Paani
Badlapur · 2015
Music
Sachin Jigar
Listen on
YouTube
sone ka pani chadha ke piya
hui gori jawani
resham se mere badan ki piya
saari duniya diwani
o meri khata kya hai bata
meri khata kya hai bata
baali umar mein jo ho gayi siyani
sone ka pani chadha ke piya
huyi gori jawaani
o husn ye motiyo mein tola jahan ne
mujhko rijhane kiye lakhon bahane
o husn ye motiyo mein tola jahan ne
mujhko rijhane kiye lakhon bahane
kali si main bhanware hazaar piya
kali si main bhanware hazaar piya
baali umar mein kar gayi thodi nadani
hui gori jawani
resham se mere badan ki piya
saari duniya diwani
o meri khata kya hai bata
meri khata kya hai bata
baali umar mein jo ho gayi siyani
sone ka pani chadha ke piya
huyi gori jawaani
o husn ye motiyo mein tola jahan ne
mujhko rijhane kiye lakhon bahane
o husn ye motiyo mein tola jahan ne
mujhko rijhane kiye lakhon bahane
kali si main bhanware hazaar piya
kali si main bhanware hazaar piya
baali umar mein kar gayi thodi nadani