Saaya Bankar Saath Chalenge

Mahek Pankaj Udhas · 1999

Singer Pankaj Udhas
Lyricist Hasti Mal Hasti
Music Ali Ghani
saaya bankar saath chalenge
iske bharose mat rahna
saaya bankar saath chalenge
iske bharose mat rahna
apne hamesha apne rahenge
iske bharose mat rahna
saaya bankar saath chalenge
iske bharose mat rahna
saawan ka mahina aate hi
baadal to chha jaayenge
saawan ka mahina aate hi
baadal to chha jaayenge
har haal me lekin barsenge
iske bharose mat rahna
saaya bankar saath chalenge
iske bharose mat rahna
suraj ki maanind safar pe
roz nikalna padta hain
suraj ki maanind safar pe
roz nikalna padta hain
baithe baithe din badlenge
iske bharose mat rahna
saaya bankar saath chalenge
iske bharose mat rahna
bahti nadi mein kachhe ghade hain
rishte, naate, husn, wafa
bahti nadi mein kachhe ghade hain
rishte, naate, husn, wafa
door talak ye bahte rahenge
iske bharose mat rahna
saaya bankar saath chalenge
iske bharose mat rahna
apne hamesha apne rahenge
iske bharose mat rahna
saaya bankar saath chalenge
iske bharose mat rahna
iske bharose mat rahna
iske bharose mat rahna

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.