Phir Pyar Kiya Hai

Shaam-e-ghazal Album · 2010

Singer Talat Mahmood
Lyricist Sajjan
Music Anil Biswas
?phir pyar kiya phir roya
phir pyar kiya phir roya
kya takdeere kaam kare
jab apna nashiba soya
phir pyar kiya phir roya
phir pyar kiya phir roya
ghab purana abhi hara hai
chhalni sa dil dard bhra hai
ghab purana abhi hara hai
chhalni sa dil dard bhra hai
phir kar baith manhga sauda
phir kar baith manhga sauda
jisne sab kuch khoya
phir pyar kiya phir roya
phir pyar kiya phir roya
zaft ka daba chhut gaya hai
sapno ka ghar tut gaya hai
zaft ka daba chhut gaya hai
sapno ka ghar tut gaya hai
armano ka ret mahal phir
armano ka ret mahal phir
tufaano ne dhoya
phir pyar kiya phir roya
phir pyar kiya phir roya
kya takdeere kaam kare
jab apna nashiba soya
phir pyar kiya phir roya
phir pyar kiya phir roya

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.