Pehli Nazar Ka Pehla Pyaar (Male)

Pehli Nazar Ka Pehla Pyar · 2002

Singer Udit Narayan
Music R.P Patnaik
Listen on YouTube
pahli nazar ka pahla
pyaar tum ho tumhi ho
ab dil ki dhadakan me jaanam
tum ho tum ho tumhi ho
chehara tera ye chand sa
julfen teri jaise kali ghata
bahki hawa mahki fiza
kya kah rahi hain
mujhko suno jaanejaan
pahli nazar ka pahla
pyaar tum ho tumhi ho
ab dil ki dhadakan me jaanam
tum ho tum ho tumhi ho
kya ham kare, kya na kare
kya ham kahe, kya hame ho gaya
baitho ho kyun gumsum se yun
kuchh to kaho kuchh suno meharbaan
kya kare

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.