O Janeman Mujhe Rab Ki Kasam

Mera Lahoo · 1987

Lyricist Sameer
Music Anu Malik
Listen on YouTube
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam
mujhpe fida yaha sare haseen dil ye kisi pe na aaya kabhi
teri ada pe mar gaya mai mujhpe tu kar jane jana yaki
mujhpe fida yaha sare haseen dil ye kisi pe na aaya kabhi
teri ada pe mar gaya mai mujhpe tu kar jane jana yaki
aa meri baho me jhum aa mere hotho ko chum
aa meri baho me jhum aa mere hotho ko chum
ab na juda honge hum

geeta geeta o geeta
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam
pyar ki raah me pehla pehla kadam
maine dekha tujhe pyar se jo sanam
teri aanhke jukhi tujhko aayi sharam
inhi nigaho pe hum lut gaye janam
pyar ki raah me pehla pehla kadam
maine dekha tujhe pyar se jo sanam
teri aanhke jukhi tujhko aayi sharam
inhi nigaho pe hum lut gaye janam
aa meri baho me jhum aa mere hotho ko chum
aa meri baho me jhum aa mere hotho ko chum
ab na juda honge hum

geeta geeta o geeta
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam
o janeman mujhe rab ki kasam
tujhe chahta rahunga janam janam

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.