Na Saathi Hai Na Manzil Ka Pata, Ye Duniya Raasta Hi Raasta Hai

Badnam Farishte · 1971

Singer Asha Bhosle
Lyricist Asad Bhopali
Music N Datta
aa aa aa
na sathi hain na manjil ka pata hain
na sathi hain na manjil ka pata hain
ye duniya raasta hi raasta hain
na sathi hain na manjil ka pata hain
ye duniya raasta hi raasta hain
na sathi hain
kali hu mushkurana chahti hu
hawa hu gungunana chahti hu
akele chindagi katati nahi hain
koi sathi banana chahti hu
suna hain dil ko dil pahchanta hain
na sathi hain na manjil ka pata hain
ye duniya raasta hi raasta hain
na sathi hain
bhatakti mauj sahil dhundati hain
ye samma apni mehfil dhundati hain
mohabbat fir rahi hain besahara
koi masoom sa dil dhundati hain
mukaddar so gaya gam jagta hain
na sathi hain na manjil ka pata hain
ye duniya raasta hi raasta hain
na sathi hain na sathi hain na sathi hain

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.