Mysore Se Aayi

Mtv Unplugged 3 - Episode 07 · 2014

mysore se aayi wo ankhiyo se teer maar gayi re
bole ne bole re dil ko churake le gayi re
chand ka tukda hai chehra bahti balo ki dhara
uspe moti ka kajra aankhe jo chain maar gayi
he aajaa re ho sajni aaja re
he aaja re ho sajni baaho me aaja re
mysore se aayi wo ankhiyo se teer maar gayi re
chamka hai dil me tara pyasa hun pyar ka mara
samjhe na dil ye mera madira ki ghumar maar gayi re
hey aajaa re hay aaja ohho aahaa

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.