Mujhame Nigaahe Daal De, Baakee Sab Ko Tu Taal De

Saas Bahu Aur Sensex · 2008

Singer Raqueeb Alam
Lyricist Monica Nath
mujhme nigahe dal de, baki sab ko tu tal de
khud ko mujhme dhaal de ha ha ha ha
tere didar ka jahar, karne laga hai ye asar
aaja tu o bekhabar, dil khone laga
dil me machi hai halchal
dil ho gaya hai bekal
ise kehde pagalpan ya aashiki
chhaayi hai shaam divani
mai ho gayi kahani
tujhko padhni hai sari jindagi
mujhme nigahe dal de, baki sab ko tu tal de
khud ko mujhme dhaal de ha ha ha ha
tere didar ka jahar, karne laga hai ye asar
aaja tu o bekhabar, dil khone laga
aake chand sitare, lagne lage hai pyare
karne lage hai teri aarju
anjam jo bhi hoga, tu mere sath hoga
khushiyo ka manjar hoga charsu
mujhme nigahe dal de, baki sab ko tu tal de
khud ko mujhme dhaal de ha ha ha ha
tere didar ka jahar, karne laga hai ye asar
aaja tu o bekhabar dil khone laga
laga laga laga laga laga laga
mujhme nigahe dal de, baki sab ko tu tal de
khud ko mujhme dhaal de ha ha ha ha
tere didar ka jahar, karne laga hai ye asar
aaja tu o bekhabar, dil khone laga

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.