More Saiyyan

Badlapur Boys · 2014

Lyricist Sameer
Music Raju Sardar
Listen on YouTube
more saiyan tham baiyan
more saiyan tham baiyan
dhup hoon main, tu mori chhaiyan
radha hui shyam ki, sita hui ram ki
radha hui shyam ki, sita hui ram ki
main to hui tori deewaani, deewaani
main to hua tora deewana
tum mere adhro ka moti ho
aankhon ki jyoti ho
man ka ujaala ho
tore sang hi jeeya mora laaga
tose bandha preet ka dhaaga
ho radha hui shyam ki, sita hui ram ki
main to hua tora deewana, deewana
main to hui tori deewaani, deewaani

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.