Mera Ek Dil Hai - 2

Ishq Ho Gaya Mamu · 2010

Singer Ramsha
Lyricist Gazi
Listen on YouTube
mera ek dil hai, ek hi toh mera dil hai
mera ek dil hai, ek hi toh mera dil hai
galti thi jaanam hamaari
kehti hun tumse main sorry
khaamoshi hai jo tumhaari
itni saja na do bhaari
jaane do baatein woh saari
aakhir to hun main tumhaari
mera ek dil hai, ek hi toh mera dil hai
mera ek dil hai, ek hi toh mera dil hai
tumne wafa ko nibhana
mujhko kabhi na sataana
aankhon mein aansu na laana
mujhko kabhi na rulaana
dil hai yeh tera deewaana
dil ko na tumne dukhaana
mera ek dil hai, ek hi toh mera dil hai
mera ek dil hai, ek hi toh mera dil hai

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.