Meherbaan Ishq

City Of Dreams · 2014

Singer Shahid Mallya
Lyricist Ravi Basnet
Music Niranjan Saket
Listen on YouTube
lagta hain dil kahi jud gaya
aadhe raste se hi mud gaya
lagta hain dil kahi jud gaya
aadhe raste se hi mud gaya

waqt ki mod pe hain khada
khaab koi naya chal pada
zindagi likh rahi daasta
meharbaan ishq hain meharbaan
meharbaan ishq hain meharbaan
meharbaan ishq hain meharbaan
meharbaan ishq hain meharbaan

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.