Mandir Hai Ghar Yeh Hamaara

Ek Vivaah Aisa Bhi · 2008

Singer Suresh Wadkar
Lyricist Ravindra Jain
mandir hai mandir hai mandir hai
ye ghar hamara
mandir hai ghar yeh hamaara
utna hi pawan, utna hi sundar
utna hi pawan, utna hi sundar
utana hi pyara pyara
mandir hai ghar ye hamara
mandir hai ghar ye hamara
dwaar pe swastik mangal chinh bana hai
aangan me tulasi tulasi talebiya hai
is mandir me lakshmi naaaayan
is mandir me lakshmi naaaayan
karate hai ujiyara
mandir hai mandir hai mandir hai
ye ghar hamara

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.