Main Hoon Yaa Tu Hai Baat Ek Hai (Bonus)
Ek Adhbut Dakshina... Guru Dakshina · 2015
Listen on
YouTube
main hoon yaa tu hai baat ek hai
saans main loon yaa tu le baat ek hai
jism main rooh tu jaan ek hai
main hoon yaa tu hai baat ek hai
jeena tu marna bhi tu
khona tu paana bhi tu
dard tu marham bhi tu
manzil tu raah ki meri, saath ek hai
baat ek hai, saath ek hai
baat ek hai
saans main loon yaa tu le baat ek hai
jism main rooh tu jaan ek hai
main hoon yaa tu hai baat ek hai
jeena tu marna bhi tu
khona tu paana bhi tu
dard tu marham bhi tu
manzil tu raah ki meri, saath ek hai
baat ek hai, saath ek hai
baat ek hai