Mai Chal Diya

Gaane Bhi Do Yaaro Album · 2005

Listen on YouTube
ye jahan mera, raasta mera
hasrate teri, hausla mera
mai chal diya
tha yakin mujhe, ye yakin mujhe
manjile tu hi, paunga tujhe
mai chal diya, mai chal diya
aayi thi mushkile, mai kahin na ruka
pyar ke saamne, aasma bhi jhuka
mai chal diya
ye jahan mera, raasta mera
hasrate teri, hausla mera
mai chal diya, mai chal diya
hoga kya, kabhi socha na
bas kadam rakh diya
tha junun tere pyar ka, to irada kar liya
ho ho ho mai chal diya
ye jahan mera, raasta mera
hasrate teri, hausla mera
mai chal diya, mai chal diya

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.