Mahbub Jo Dekh Le Ek Nazar To

Jeet · 1996

Singer Kumar Sanu
Lyricist Sameer
waado se nahi yaado se nahi, baato se nahi pyar milta hai

mehbub jo dekh le ek nazar, to dil ko karar milta hai
haa dil ko karar milta hai

yeh duniya nahi yeh khushiya nahi, manga tha tujhe maine rab se

tu sath rahe din rat rahe, chaha tha yahi maine kabse
chaha tha yahi maine kabse
waado se nahi yaado se nahi, baato se nahi pyar milta hai
mehbub jo dekh le ek nazar, to dil ko karar milta hai
haa dil ko karar milta hai
do jism mile ek jan huye, saanso me jara duri na rahi

ai yaar mere palbhar ke liye, betaabi to jaaye na sahi
betaabi toh jaaye na sahi
waado se nahi yaado se nahi, baato se nahi pyar milta hai
mehbub jo dekh le ek nazar, to dil ko karar milta hai
haa dil ko karar milta hai
waado se nahi yaado se nahi, baato se nahi pyar milta hai
mehbub jo dekh le ek nazar, to dil ko karar milta hai
haa dil ko karar milta hai

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.