Maa Hai Muhobbat Kaa Naam, Maa Ko Hazaaron Salaam

Maa Ka Anchal · 1970

Singer Mohammed Rafi
Lyricist Kaifi Azmi
Music Madan Mohan
maa hai mohabbat ka nam
maa hai mohabbat ka nam, maa ko hajaro salam
karde fida jindagi aaye jo bacho ke nam
maa hai mohabbat ka nam, maa ko hajaro salam
haskr uthaye gum baithe na har ke
bale jamane ko wo apne ko mar ke
bhukh mitaye sada, pyas bujhaye sada
mange na kimat na dam
maa hai mohabbat ka nam, maa ko hajaro salam
uske kadam chhuna dunia ki shan hai
hamko mila hai jo bhi mamta ka dan hai
bag lagati hai maa, phul khilati hai maa
vipada uthati hai maa, deti hai khusiya tamam
maa hai mohabbat ka nam, maa ko hajaro salam
chahe bhikhran ho khali ho hath bhi
maa to rahegi koi ho jat bhi
mamta ki chaw tale deep hajaro jale
god me uske pale sare rishi maa
maa hai mohabbat ka nam, maa ko hajaro salam
karde fida jindagi aaye jo bacho ke nam
maa hai mohabbat ka nam, maa ko hajaro salam

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.