Kya Ho Gaya Jo Ham Naa Mile

Roshni Album · 1999

Singer Hadiqa Kiyani
Listen on YouTube
kya ho gaya, jo hum na mile
kya ho gaya, jo hum na mile
kisi aur ki zindagi ban gayi
kya ho gaya, jo hum na mile
kya ho gaya, jo hum na mile
kisi aur ki zindagi ban gayi
jalti rahi, ek aag me
piyasi chali, tum saath me
jalti rahi, ek aag me
piyasi chali, tum saath me
kya ho gaya, jo hum chal base
kya ho gaya, jo hum chal base
kisi aur ko to, haya mil gayi
kya ho gaya
teri yaad phir, mujhe aati hai
kaanto pe kyun, zindagi kaati hai
kya ho gaya, jo hum na mile
kya ho gaya, jo hum na mile
kisi aur ki zindagi ban gayi
kya ho gaya, jo hum na mile
kya ho gaya, jo hum na mile
kisi aur ki zindagi ban gayi

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.