Kissa Kya Kahein

Dirty Model · 2014

Listen on YouTube
?dafnaayenge, dafnaayenge
sab kuch is dil me
Jeena hai umr bhar ab
Isi tarah mushkil mein
kissa kya kahein ab kisi se
kissa kya kahein ab kisi se
kissa tamam ho gaya
kissa kya kahein ab kisi se
kissa tamam ho gaya
auro se karu kyu shikayat
koi apna hi anjaam de gaya
kissa kya kahein ab kisise

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.