Kiska Kusur Hai Kiski Ye Bhul Hai
Lahoo Ke Do Rang · 1997
Listen on
YouTube
kiska kasur hai kiski ye bhul hai
kaanto ki chitao pe sapno ka phul hai
na koi pass hai na koi aas hai
meri zindagi bhi kya hai ek jinda lash hai
main kisko aawaz du lu main kiska naam lu
in ashko ko rok du kiska daman tham lu
mera koi na sansar me