Khuda Wahi Hai

Khuda Wohi Hai Album · 2011

Singer Kavita Seth
Lyricist Sayed Zia Alvi
Listen on YouTube
badal raha hai jo shab shahar mein
badal raha hai jo shab shahar mein
khuda wahi hai khuda wahi hai
khuda wahi hai khuda wahi hai
hai jiska jalwa nazar-nazar mein
hai jiska jalwa nazar-nazar mein
khuda wahi hai khuda wahi hai
khuda wahi hai khuda wahi hai
jo dekhane mein kabhi na aaya
jo jarre-jarre se hai numay
jo dekhane mein kabhi na aaya
jo jarre-jarre se hai numaya
hai noor jiska taman ghar mein
hai noor jiska taman ghar mein
khuda wahi hai khuda wahi hai
khuda wahi hai khuda wahi hai
jo dil ki dhadkan bana hua hai
Jo kaano mein ras gholta hai
Jo dil ki dhadkan bana hua hai
Jo kaano mein ras gholta hai
Jo jaano dil hai aur jigar hai
khuda wahi hai khuda wahi hai
khuda wahi hai khuda wahi hai

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.