Khuda Ka Shukra Hai

Paimana - Magic Of Pankaj Udhas · 1983

Singer Pankaj Udhas
Listen on YouTube
khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam

sharaab jisne banaayi
use humara salaam

yeh maikada hai yaha ka nijaam ulta hai
yeh maikada hai yaha ka nijaam ulta hai
yeh maikada hai yaha ka nijaam ulta hai
jo ladkhada na saka pike ho gaya badnaam
jo ladkhada na saka pike ho gaya badnaam
sharaab jisne banaayi
use humara salaam
use humara salaam
khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam
sharaab itni sharifana chiz hai aadam
sharaab itni sharifana chiz hai aadam
sharaab itni sharifana chiz hai aadam
ke pike aadmi sach bolta hai subhaho shaam
ke pike aadmi sach bolta hai subhaho shaam
sharaab jisne banaayi
use humara salaam
use humara salaam
khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam
salaam salaam salaam salaam
khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam
khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam
khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.