Khoya Khoya Raasta

Chef · 2017

Singer Shahid Mallya
Lyricist Ankur Tewari
Music Raghu Dixit
khoya khoya raasta, aahista aahista
dhoondha yahaan, dhoondha wahaan, par mila na maayna
iss kadar kho gaye, kya pata kahaa
khud se hi ho gaye, lapata kaise hum yaha
khoya khoya raasta, aahista aahista
kabhi socha na tha hum yahan aayenge
khud ko iss tarah iss jagah payenge
naraaz itna khud se ho jayenge
khoya khoya raasta, aahista aahista
dhoonda yahan dhoonda wahan, par mila na maayna
iss kadar kho gaye, kya pata kahaan
khud se hi ho gaye, lapata kaise hum yahaan

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.