Khaamosh Hai Yeh Lab Dil Bejubaan Hai
Betaaj Badshah · 1994
Listen on
YouTube
yeh jindagi mujhko kis mod pe laai
yeh jindagi mujhko kis mod pe laai
ik or hai dariya ik or hai khaayi
haalaat hai kaise kisko bataau main
yeh daastaan apni kisko sunaau main
khaamosh hai yeh lab dil bejubaan hai
yeh jindagi mujhko kis mod pe laai
ik or hai dariya ik or hai khaayi
haalaat hai kaise kisko bataau main
yeh daastaan apni kisko sunaau main
khaamosh hai yeh lab dil bejubaan hai