Kaun Kiska Hua Hai Yaha

Bheja Fry · 2007

Listen on YouTube
kaun kiska hua hai, yaha
hai kaun, kiska hua hai
yaha, yaha
yu lekar mujhko
ye rasta chala
chhuta pichhe mera aasma
in raaho me, fir tu mil gaya
kahna kuch to tha
kahna, na kuch kaha
jana, tujhko tha jana
tu bhi gaya
waha jaha tera jaha
kaun, kiska hua hai
yaha, yaha
kaun, kiska hua hai
yaha, yaha

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.