Karo Nahin Sandeh Ram Par

Lav Kush · 1997

Singer Suresh Wadkar
Lyricist Dev Kohli
Music Raamlaxman
karo nahi sandeh ram par
karo nahi sandeh
karo nahi sandeh ram par
karo nahi sandeh
sada raha hai sada rahega
sada raha hai sada rahega
tum par unka nih
karo nah sandeh ram par
karo nahi sandeh
ek vachan hai ek karm hai
ek ram ka baan
ek vachan hai ek karm hai
ek ram ka baan
ek patni ka vrit hai unka
ek patni ka vrit hai unka
kare jagat kalyan
karo nahi sandeh ram par
karo nahi sandeh
yadi we dharm tyag de apna
chhand badal de gayn
yadi we dharm tyag de apna
chhand badal de gayn
janm vyarth ho jaye mera
janm vyarth ho jaye mera
vyath meri ramayan
karo nahi sandeh ram par
karo nahi sandeh
sada raha hai sada rahega
sada raha hai sada rahega
tum par unka nih
karo nah sandeh ram par
karo nahi sandeh

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.