Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahaan Nahi Milta

Aahista Aahista · 1981

Lyricist Nida Fazli
Music Khayyam
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta
kahi jami to kahi aasma nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta
jise bhi dekhiye wo apne aap me gum hai
jise bhi dekhiye wo apne aap me gum hai
juba mili hai magar humjuba nahi milta
juba mili hai magar humjuba nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta
buza saka hai bhala kaun wakt ke shole
buza saka hai bhala kaun wakt ke shole
ye aisi aag hai jis me dhua nahi milta
ye aisi aag hai jis me dhua nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta
tere jahan me aisa nahi ke pyar na ho
tere jahan me aisa nahi ke pyar na ho
jaha ummid ho iski waha nahi milta
jaha ummid ho iski waha nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta
kahi jami to kahi aasma nahi milta
kabhi kisiko mukammal jaha nahi milta

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.