Jaha Talak Bhee Yeh Sahara Dikhaayee Deta Hai
Saadgee Ghulam Ali · 1994
Singer
Ghulam Ali
Music
Rafique Husain
jahan talak bhi ye sahra dikhayi deta hai

meri hi tarah se akela dikhayi deta hai

na itni tej chale sarphiri hawa se kaho
na itni tej chale sarphiri hawa se kaho
shajar pe ek hi patta dikhayi deta hai

ye ek abar ka tukda kahan kahan barse
ye ek abar ka tukda kahan kahan barse
tamaam dasht hi pyasa dikhayi deta hai

wo alvida ka manjar wo chhalakti palke
wo alvida ka manjar wo chhalakti palke
pas-e-gubar bhi kya kya dikhayi deta hai