Itna Aasaan Nahi
Yateem · 1989
itna aasa nahi pyar ko bhulna
itna aasa nahi pyar ko bhulna
pyar ke pahle ikarar ko bhulna
tum hume chhodkar ja rahe ho magar
tum hume chhodkar ja rahe ho magar
har ghadi har kadam yaad aaoge tum
itna aasa nahi pyar ko bhulna
pyar ke pahle ikarar ko bhulna
tum hume chhodkar ja rahe ho magar
tum hume chhodkar ja rahe ho magar
har ghadi har kadam yaad aaoge tum