Ishk Jab Ek Taraf Ho Toh Saja Deta Hai (Male)

Hungama · 2003

Singer Kumar Sanu
Lyricist Sameer
Listen on YouTube
(ishk jab ek taraf ho toh saja deta hai - (2)
ishk jab dono taraf ho toh maja deta hai) - (2)
ishk jab ek taraf ho
aankh milatee hai jaha pal me tadap jata hai
dil toh divana hai yeh dhak se dhadak jata hai
ishk karte hai sabhee fark sirf itna hai
koyee khamosh rahe koyee bata deta hai - (2)
ishk jab dono taraf ho toh maja deta hai
ishk jab ek taraf ho toh saja deta hai
ishk jab dono taraf ho toh maja deta hai
ishk jab ek taraf ho
ishk ke rup kai ishk ke hai rang bade
tir najaro se chale aake kaleje me gade
ishk hai khel yahan yar bas nasibo kaa
koyee karta hai wafa koyee daga deta hai - (2)
ishk jab dono taraf ho toh maja deta hai
ishk jab ek taraf ho toh saja deta hai
ishk jab dono taraf ho toh maja deta hai
ishk jab ek taraf ho

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.