Ik Abla Ik Maa Bik Gayi Daur Wo Aa Gaya ( Part II )
Dhuen Ki Lakeer · 1974
bebasi aur sitam me huyi jang jab
bhukh aur zar me bhi kashmokash ho gayi
chand paiso ki jhankar pe dekhiye
ek bewa ek abla ek ma bik gayi
ek bewa ek abla ek ma bik gayi
daur wo aa gaya
bhukh aur zar me bhi kashmokash ho gayi
chand paiso ki jhankar pe dekhiye
ek bewa ek abla ek ma bik gayi
ek bewa ek abla ek ma bik gayi
daur wo aa gaya