Hum Se Pucho Ki Haqiqat Kya Hai
Ek Mahal Ho Sapno Ka · 1975
hamse pucho ke hakikat kya hai
hamse pucho ke hakikat kya hai
tum jise apni mohabbat de do
usko daulat ki jarurat kya hai
hamse pucho ke hakikat kya hai
dekh kar tumko meri jane gajal
dekh kar tumko meri jane gajal
jo na machle wo tabiyat kya hai
hamse pucho ke hakikat kya hai
tum jise apni mohabbat de do
usko daulat ki jarurat kya hai
hamse pucho ke hakikat kya hai
dekh kar tumko meri jane gajal
dekh kar tumko meri jane gajal
jo na machle wo tabiyat kya hai