Hansati Hai Rulati Hai Mahobbat Aazmati Hai

Shart - The Challenge · 2004

Singer Abhijeet
Lyricist Sameer
Music Anu Malik
Listen on YouTube
hansati hai rulati hai
mohabbat aazmati hai
mohabbat aazmati hai
banati hi mitati hai
mohabbat aazmati hai
mohabbat aazmati hai
hansati hai rulati hai
nigaho me shama jaye
khyalo me fisal jaye
nigaho me shama jaye
khyalo me fisal jaye
na jane kab kaha kaise
diwana dil manchal jaye
jagati hai sunati hai
mohabbat azmati hai
mohabbat azmati hai
hasati hai rulati hai
kahin khamoshiya isme
kahin majburiya isme
kahin khamoshiya isme
kahin majburiya isme
kahin najdikiya isme
kahi hai duriya isme
batati hai chhupati hai
mohabbat aazmati hai
mohabbat aazmati hai
hansati hai rulati hai
mohabbat aazmati hai
mohabbat aazmati hai

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.