Halla Sa Macha Tha
Yahaan Sabki Lagi Hai · 2015
Listen on
YouTube
jaane kis andaz se
usne kaha tha haan
nazar ko kuch dikha nahi
andhera tha bada
aankhon ne kya bayaan kiya
labzon mein kya chupa
hum to kuch sun na sake
halla sa macha tha
halla sa macha tha
usne kaha tha haan
nazar ko kuch dikha nahi
andhera tha bada
aankhon ne kya bayaan kiya
labzon mein kya chupa
hum to kuch sun na sake
halla sa macha tha
halla sa macha tha