Farishton Ki Dua (Angels Orar)

Dare You · 2016

Singer Kavita Shah
Lyricist Mohnish Raza
Listen on YouTube
farishto ki paaki dua ki tarah hai
tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai
farishto ki paaki dua ki tarah hai
tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai
ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
tu mehbub mera khuda ki tarah hai
tu mehbub mera khuda ki tarah hai
aake tere karib yu duniya lage hai juda
teri mujhe baate sabhi dil ki lage hai dua
ye zindagi mujhpe kahi leti hai ab saanse
maine mujhe pa hi liya khud me tujhe paa ke
ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
tu viraniyo me fiza ki tarah hai
tu jannat ki taare saba ki tarah hai
farishto ki paaki dua ki tarah hai

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.