Duri Poem
Gully Boy · 2019
Listen on
YouTube
kehne ko hum pass hai par
kitni doori hai
ye bhi kaisi mazboori hai
tumse hum dardi bhi
nahi kar sakta main
mere bas ki baat nahi hai
main yeh bahte aansu pochu
utni meri aukaat nahi hai
main bhi yahi hu
tum bhi yahi ho par sach ye hai
main hu kahi tum aur kahi
kehne ko hum pass hai par
kitni doori hai
ye bhi kaisi mazboori hai
kitni doori hai
ye bhi kaisi mazboori hai
tumse hum dardi bhi
nahi kar sakta main
mere bas ki baat nahi hai
main yeh bahte aansu pochu
utni meri aukaat nahi hai
main bhi yahi hu
tum bhi yahi ho par sach ye hai
main hu kahi tum aur kahi
kehne ko hum pass hai par
kitni doori hai
ye bhi kaisi mazboori hai