Dhai Akshar Prem Ke - III
Dhaai Akshar Prem Ke · 2000
dil ke tukde bikhare daaman mein phoot ke
mar jaau abb teri baahon mein tut ke
raha na jaaye saha na jaaye
aaja ke ji bhar ke ro le
lagan lagaayi agan lagaayi
rooh mein pyaas jagaaye
dhaai akshar prem ke
dhaai akshar prem ke
mar jaau abb teri baahon mein tut ke
raha na jaaye saha na jaaye
aaja ke ji bhar ke ro le
lagan lagaayi agan lagaayi
rooh mein pyaas jagaaye
dhaai akshar prem ke
dhaai akshar prem ke