Christmas
Navaratna · 2015
Singer
Ila Paliwal
Music
Ranjit Barot
mohabbate pegamber ka janamdin
mohabbate pegamber ka janamdin
hai khushiyon ka din
daawat sabko taare dete
swaagat dekho farishte karte
aao prem ke geet gaao aao aao
mohabbate pegamber ka janamdin
mohabbate pegamber
pyaar ka farishta dekho aaya hai
taaron se jahan jagmagaya hai
gungunaya hai samaa, aaj gungunaya hai
aao aao khushiyon ka ye tarana
aao aao
mohabbate pegamber ka janamdin
mohabbate pegamber
mohabbate pegamber ka janamdin
hai khushiyon ka din
daawat sabko taare dete
swaagat dekho farishte karte
aao prem ke geet gaao aao aao
mohabbate pegamber ka janamdin
mohabbate pegamber
pyaar ka farishta dekho aaya hai
taaron se jahan jagmagaya hai
gungunaya hai samaa, aaj gungunaya hai
aao aao khushiyon ka ye tarana
aao aao
mohabbate pegamber ka janamdin
mohabbate pegamber