Ae Oh Aa Zara Mudke Mila Aankhe Aaya Hu Mai Tere Liye

Disco Dancer · 1982

Singer Kishore Kumar
Lyricist Anjaan
Music Bappi Lahiri
Listen on YouTube
aye oo aa aa oo aaha aye oo aa aa oo aaha
zara mudke mila aankhein aaya hu main tere liye
zara mudke mila aankhein aaya hu main tere liye
tere liye tere liye
aye oo aa aa oo aaha aye oo aa aa oo aaha
aisa mauka zindagi me pehali bar aaya hai
janeman jab kahin dil ko mere pyar aaya hai
arey aisa mauka zindagi me pehali bar aaya hai
janeman jab kahin dil ko mere pyar aaya hai
dil se dil jodke phir nahi todna
aye oo aa aa oo aaha
zara mudke mila aankhe aaya hu mai tere liye
mere dil ka faisla zarur hona hai
marke bhi to ab na tujhse dur hona hai
hey mere dil ka faisla zarur hona hai
marke bhi to ab na tujhse dur hona hai
jayegi tu jahan aaunga main wahan
aye oo aa aa oo aaha
zara mudke mila aankhe aaya hu mai tere liye
tere liye tere liye aye oo aa aa oo aaha

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.