Abr-E-Karam

Bhopal: A Prayer For Rain · 2014

Listen on YouTube
sade pinjar gali roohe sawaar de
zara jamke are baras, ae abr-e-karam
itna baras tu ke in, hawao mein fizao mein
ghataon mein khaak ki, zarre zarre mein faila jo
yeh dhul jaaye, kuch tham jaaye
de rahi sadayein, galliyan aur chaubare
de rahi sadayein, galliyan aur chaubare
ghum ka fasana hum, kab tak sunaye jaye
ek naya daur numaya ho, khushiyon mein samaya ho
ek naya daur numaya ho
itna baras tu ke in, hawao mein fizao mein
ghataon mein khaak ki, zaare zarre mein faila jo
yeh dhul jaye, kuch tham jaye

Watch

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.