Aapko Dekhkar Dekhta Reh Gaya
Visions Jagjit Singh · 1991
Singer
Jagjit Singh
Lyricist
Aziz Qaisi
aapko dekhkar dekhta reh gaya
kya kahu aur kehne ko kya reh gaya
unkee aankhon me kaise chalakne laga
mere honthon pe jo maajra reh gaya
aise bichde sabhi rah ke mod par
aakhri hum-safar raasta reh gaya
soch kar aao kuye tamanna hai ye
jaaneman jo yahan reh gaya reh gaya
kya kahu aur kehne ko kya reh gaya
unkee aankhon me kaise chalakne laga
mere honthon pe jo maajra reh gaya
aise bichde sabhi rah ke mod par
aakhri hum-safar raasta reh gaya
soch kar aao kuye tamanna hai ye
jaaneman jo yahan reh gaya reh gaya