Aakhari Alvida Na Ho, ?Dhadkane Khamosh Hai
Shoot Out At Lokhandwala · 2007
Singer
Strings (Pakistani band)
Lyricist
Anwar Maqsood
?dhadkane khamosh hai kuch kehti nahi ye aakhari alvida na ho
chahate ankho se behti nahi ye aakhari alvida na ho
iss dard dil mein, dil mein rehne do jo khauf hai
ankhon se, ankho se kehne do dukh ki nadi chup chap behne do
jo kehna hai tum dheere se keh do ye aakhari alvida na ho
ye aakhari alvida na ho
dhadkane khamosh hai kuch kehti nahi ye aakhari alvida na ho
sab yaaden, jo bandhe the bandhan kajal, bindiya
hathon mein kangan, mehki rehti thi menhdi
gata rehta tha sawan in yado ko sapno mein rehne do
ye aakhari alvida na ho, ye aakhari alvida na ho