Aaj Kee Raat Na Ja

Lata Sings Ghalib & Other Ghazals · 1999

Lyricist Abhilash
Music K Mahavir
aaj ki raat
aaj ki raat na ja na ja na ja re
aaj ki raat na ja na ja na ja re
aaj ki raat
bin tere chandani hain nadi aag ki
taare dhundhale hain, phika hai ye chaand bhi
bin tere chandani hain nadi aag ki
taare dhundhale hain, phika hai ye chaand bhi
hain ghuti ye fiza na jaa re
aaj ki raat na ja na ja na ja re
aaj ki raat
ye gagan mere kadmo pe jhukh jaayega
raat tham jaayegi tu jo ruk jaayega
ye gagan mere kadmo pe jhukh jaayega
raat tham jaayegi tu jo ruk jaayega
na sata ho na rulaa na jaa re
aaj ki raat na ja na ja na ja re
aaj ki raat

Suggest a correction

All corrections are reviewed before being applied.