Jaane Mohabbat, Jaane Tamana Mujhko Tum Se Pyar Hai Lyrics
mera dil tumko mere dil ki tamana tumko
  mujhko duniya se garaz kya meri duniya tum ho  
  jane mohabat jane tamana mujhko tum se pyar hai
  pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwar hai
  hi iman allah habibi hi iman allah habibi

  sathi tum ho manjil tum ho meri jaan mera dil tum ho
  pyar to tumse hona hi tha kyuki pyar ke kabil tum ho 
  meri kismat tune badal di mujhko bhi ikrar hai
  pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai
  hi iman allah habibi hi iman allah habibi
  
  pyar ne mera husn sawara mujhko apna kah ke pukara
  aakhir dam tak yaad rahega mujhko har ehsan tumhara
  jane wafa ab bujh na sakegi mujhko etbar hai
  pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai
  hi iman allah habibi hi iman allah