Mujrim Na Kehna Mujhe Logo Mujrim To Sara Lyrics

mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai pakda gaya wo chor hai jo bach gaya wo sayana hai mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai pakda gaya wo chor hai jo bach gaya wo sayana hai mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai jis umar me chahiye maa ka aachal mujhko salakhe mili nanhe se hatho me pustak ke badle hathkadiya dali gai bachpan hi jab kaidkhane me bita jawani ka fir kya thikana hai mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai mai tha pasina bahane ko razi roti na fir bhi mili maine sarafat se jina chaha thoakr pe thokar lagi mai tha pasina bahane ko razi roti na fir bhi mili maine sarafat se jina chaha thoakr pe thokar lagi kaise bhi ho pet ki aag hai ye pet ki aag ko bujhana hai mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai papo ki basti me kaise rahega banke koi devta jiwan ke sangram me sab munasif chahe bhala ya bura insan lekin kabhi ye na bhule bhagwan ke ghar bhi jana hai mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai pakda gaya wo chor hai jo bach gaya wo sayana hai mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai